21:18Raat Saadhe Baarah, Band Bike, Aur Us Ped Ke Neeche Woh Safed Aakriti | Horror Story
38K views · 1d ago · 21:18
Satyam us raat sirf gyarah saal ka tha. Apni behen ko mausi ke gaon chhodkar, apne bade bhai ke saath bike par raat ko ghar laut raha tha. Logon ne roka tha - "itni raat ho gayi, raasta sunsaan hai, yahin ruk jao." Par dono bhai nahi maane.
Topics: Us raat ki shuruaat - behen ko chhodne jaana · Logon ne roka, par hum nahi maane · Bhaiya baar baar ruk kyun rahe the · Woh kabristan wala kaccha raasta · Saadhe baarah baje band hui bike · Polythine fati, kutte rone lage













